Badan pe lahoo ka libaas rakhta hun,
Main khaas phool hun, rangat bhi khaas rakhta hun,
Band kitaab mein khaali auraaq rakhta hun,
Dil ko aainay ki tarah shafaaf rakhta hun,
Ek baar milna kar deta hai mutasir,
Apni guftugu mein aisa andaaz rakhta hun...