agar rakh sako ek Nishani hu mai kho do to
sirf ek kahani hu main rok paye na jisko
yeh sari duniya woh ek boond pani hu mai
sabko pyar dene ki adat hai hame
apni alag pahchan banane ki adat hai hame
kitna bhi gehra jakham de koi utna hi
muskurane ki adat hai hame is ajnabi
duniya mai akela khab hu mai
swalo se khfa chota sa jawab hu main
jo na samajh sake mujhe unke liya
kaun jo samajh gaye unke liye khuli
kitab hu mai ankh se dekhoge to khush
paoge dil se puchoge to dard ka sailab hu mai
,,, agar rakh sako to nishani kho do to
sirf ek kahani hu main ....