I am unpredictable. I love to hate...But do i love to love....hahahahahahahhahha...NO
F**K off
mein loat k aun ga
din, mah-o-saal
mein nain janta
per ye wada hai
mein loat k aun ga
adhure sawan ko
adh chali hawaon ko
adh pari kitab ko
adh mitti piyas ko
adhuri baton ko
pura karne
anjam ponchane
manzil dene
mein loat k aun ga
hr sawal ka jawab lene
sab hisab kitab karne
rishte k sb haq lene
bache hue faraiz dene
mein loat k aun ga
ye wada hai
mein loat k aun ga
tumhari zindagi ko anjam dene
hr hasrat ka udhar mangne
apni zaat ko pura karne
hr zakm ko taza karne
mein loat k aun ga
din, mah-o-saal
mein nain janta
per ye wada hai
mein loat k aun g