ager rakh sako to ek nishani hu main, kho do to sirf ek kahani hu main, rok paye na jisko ye sari duniya, woh ek boond aankh ka paani hu main....sab ko pyar dene ki aadat hai hame, apni alag pachan banane ki aadat hai hame, kitna bhi ghara jakhm de koi, utna hi jayada muskurane ki aadat hai hame....is ajnabi duniya me akela khwab hu main, swalo se khafa chota sa jawab hu main, jo samjh na sake mujhe, unke liye "kaun" jo samjh gaye unke liye khuli kitab hu main, aankh se dekhoge to khush paoge, dil se puchoge to dard ka sailab hu main...."ager rakh sako to nisani,kho do to sirf ek kahani hu main".