ek pagal tha..1850's mein..yeh hai woh..khud nahi jantaa tha ki kya chahta hai..jab chahat durr gayi to pichhe-pichhe bhagaa..jab mili to khud durr bhagaa..sochta tha duniya badal dun..par khud ko hi nahi badal pataa tha..roz sochta tha ek naya din hai ek naya savera..par roz zindagi ki usi bheed mein khud ko kahin khoya hua pataa tha..sapno mein raja..aur zindagi mein bajta tha uska bajaa..!! aisa tha humara raja..kis raah chale ja rha tha usko nahi malum tha..par chalna tha usko shayad..chalte hi janaa tha aur yahi thi uski zindagi shayad..zindagi se bahut pyaar karta tha..par usko samajhne ki koshish mein usiko naraaz bhi kar deta tha..sochta tha ki duniya mein sab uske jaise apni duniya