tamaam jangal ke hiran apna sar pesh kiye hue hain
is umeed par kih kabhi tu shikaar ke liye aae aur unhen shikaar kare
phir woh kehte hain
na-shawad naseeb-i dushman
na shawad naseeb-i dushman
kih shawad halaak-i teghat
khuda na kare koi dushman tere haath se maara jaae
sar-i dostaan salaamat
are ham bhi to hain jaan dene waalon men