Is Ajnabi Duniya Main Tanha sa Ek Khwab Hu.........
Sawalo Se Khafa Chota Sa Ek Jawab Hu............
Jo Na Samaz Sake Unke Liye ""Kaun"".............
Or Jo Samaz Chuke Unke Liye Ek ""KHULI KITAB"" hu.....!!!!!!
ek ajeeb si dastaan hu main,
nahi kuch pata ki kahan hu main,
har nazar jise hai dhundhati,
ek aisi kehe-kashaan hu main.
hu nazar ka dhokha ya khwab hu main,
ye samajh lo ek ittefaak hu main,
rahe khwahisho main jo sada,
ek aisi tamanna hu main.
nahi khwahishon se dur bahut,
arzoo dil main liye hu main,
apni baate main khud ko kya bataau ,
ki jindagi main kaha hu main.............