Maein Zindagi Ka Saath Nibhata
Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata
Chala Gaya
Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul
Tha
Barbadiyon Ka Jashan Manata
Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar
Samajh Liya
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata
Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...
Gham Aur Khushi Mein Farq Na
Mehsoos Ho Jahan
Maein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata
Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...