Meri Zaat zara e benishaan
Meri Zaat zara e benishaan
Main wo kis tarah se karoon bayan
jo kie gae hain sitam yahan
sune kon meri ye dastan
koi hamnaseen hai na razdan
jo tha jhoot wo bna such yahan
nahin kholi main ne magar zuban
ye aikaila pan, ye udasian
meri zindagi ki hain tarjuman
Meri Zaat zara e benishaan
Meri Zaat zara e benishaan
kabi suni subho main ghumna
Kabi ujri shaam ko daikhna
Kabi bheegi ankhoon se jagna
Kabi beete lamhoon ko sochna
mager aik pal hai umeed ka
hai muje KHUDA ka jo asra
na hi main ne koi... gila kea
na hi main ne di hain duhaean
Meri Zaat zara e benishaan
Meri Zaat zara e benishaan
Main bataon kea muje kea mile
Muje sabr hi ka