鈥� jab tujh se pyaar kiya to tere
ghamo se bhi kar lege 鈥�
tere diye huye aanso hai tere diye huye
gham hai
tera diya huwa tuta huwa dil hai jine
keliye ye kya kam hai
jab pyaar hamne tujhse kiya to kya pyaar
ense kam hai
teri yado ke diye huye mele hai kya
huwa ger akele ham hai
bhulne milne juda hone ke kayi sawaal hai
har jawab main bas ankhein hi to nam
hai
teri berukhi tera ye satana tere liye chup
chup kar ansoo bahana
zindaghi ke safar main kafi ye karam hai
enyat ye sache pyaar ki her kisi ko
nahi milti
sache pyaar ka ye tohfa mila mujhe tujhse
hi to sanam hai
koun kahta hai ke juda hogai en faslo
se ham
lamho ki is barish main her pal teri
yado k