際際滷shows by User: UMER037 / http://www.slideshare.net/images/logo.gif 際際滷shows by User: UMER037 / 際際滷Share feed for 際際滷shows by User: UMER037 https://cdn.slidesharecdn.com/profile-photo-UMER037-48x48.jpg?cb=1522887309 tere galay mein jo banhon ko daal rakhte han tujhe mananay k kaisa kamaal rakhte han tujhe khabar ha tujhe sochne ki khatir hum bohat se kaam muqaddar pe taal rakhte han koi bhi faisla hum soch ker nahin kerte tumhare naam ka sikka uchaal rakhte han tumhare baad ye aadat se ho gai apni bikharte sookhte pattay sambhaal rakhte han khushi si milti ha khud ko aziyatain de ker so jaan boojh ker dil ko nidhaal rakhte han kabhi kabhi wo humain hans k dekh laite han kabhi kabhi mera be-had khayal rakhte han tumhare hijar mein ye haal ho gaya apna kisi ka khat ho usey bhi sambhal rakhte han khushi mile to tere baad khush nahin hote ham apni aankh mein har dam malal rakhte han zamane b