際際滷shows by User: bhawnas1 / http://www.slideshare.net/images/logo.gif 際際滷shows by User: bhawnas1 / 際際滷Share feed for 際際滷shows by User: bhawnas1 https://cdn.slidesharecdn.com/profile-photo-bhawnas1-48x48.jpg?cb=1523643084 Yeh zara zara si baat per tarah tarah ke azaab kyon Jo kisi se bhi khafa na ho mujhe us Khuda ki talaash hai Mujhe lagzishoon per har ghair koi tok-ta hai baar baar Jissay kar ke dil ko dukh na ho mujhe us gunaah ki talaash hai Mein dhoondta hoon woh khizaan jisay gulshanoon se pyar ho Jissay kisi chirag se na bair ho mujhe us hawa ki talaash hai Mujhe us nagar ki hai justujo jahan koi bhi chahata nahe lahu Jahaan hiran ko sher se dar na ho mujhe us jagah ki talaash hai Yahaan ek lamhay ke parao mein mere sare phool jhulas gaye Ab jahan talkheyon ki tapish na ho mujhe us fiza ki talaash hai Bina hamsafar ke kab talak koi musafiton mein laga rahay Jahan koi kisi se juda na ho m