際際滷shows by User: rajneeshmahobiya / http://www.slideshare.net/images/logo.gif 際際滷shows by User: rajneeshmahobiya / 際際滷Share feed for 際際滷shows by User: rajneeshmahobiya https://cdn.slidesharecdn.com/profile-photo-rajneeshmahobiya-48x48.jpg?cb=1633539601 Har shakhs mujhse puchhe aisa kyun hoon me, Rehta hoon unke darmiyan fir bhi ajnabi hoon me. Begano ke dard me bhi dard ka ahsas karta hoon me, wo baste hain rooh me meri fir bhi unhe yaad karta hoon me. Roothe hain wo hamse zindagi ki raah-guzar me kahin, isliye khwabon me hi unse mulaqat karta hoon me. Yaron ki mehfil me bhi tanha rehta hoon me. shor me bhi khamoshi ka ahsas karta hoon me. Khud se bhi jyada apno ki parwah karta hoon me. Dosto ko nashe may ke liye agah karta hoon me. Har shakhs mujhse puchhe aisa kyun hoon me. Rehta hoon unke darmiyan fir bhi ajnabi hoon me. Fir bhi ajnabi hu me..