waqt ki nazakat
suabah ki wo sharm ya sham ki wo nazakat aaj bhi dil ko hairan kar rahi hai. kuch apno se viswaash utha to khud par se bharosha hi uth gaya. koun tha sabab janta nahi. kabhi zindagi ko thokar marna jiski aadat thi aaj wo khud zindagi se thokar khaye baitha hai....
yahi hai waqt ki nazakat .................
han yahi hai waqt ki nazaqat mohabbat ka kasoor ya kisi ke kasoor se hui mohabbat janta nahi.............bus yahi hai waqt ki nazaqat..............
rahei kuch u gujari zindagi ki,