The poem expresses the sadness of separation even when together. It describes a relationship where the two people wanted to say something to each other but remained silent due to obligations and growing distances. Though physically together, they remained incomplete and their story remained unfinished, like the TV show Saraswatichandra.
3. Kuch na kahein bas chup rahein
Khamoshiyaan hee keh jaaye
Tham jaaye yeh jahan
Aur pal bhi thaher jaaye
4. Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan
*2
6. Zidd yeh thi tumhe
Ke hum bhi kuch kahe
Hume yeh gala tha
Ke tum chup rahe
Yeh majburiyaan aur yeh fasale
Chaaha phir bhi badhte gaye
Ab jo yeh ehsaas hai
Yeh jo adhuri aas hai
Rehne de yuhi inhe jo zazbat hai
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan…..
7. Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki
8. Rehke bhi sang hai juda
Bhulega na kabhi jahan
Hai yeh alag hi daastan
Saraswatichandra ki.