" Band Kitaab mein khaali Oraaq rakhta hun,
Dil ko aaeinay ki tarah Shafaaf rkhta hun,
Ek Baar ka milna kar deta hai Mutaasir,
Apni ghuftagu mein kuch aisa andaaz rkhta hun,
Mujh se milo to zara Faasley se mila karo,
Mein dil me utar janay ka kamal rkhta hun,
Her dukh ko youn he baant deta hun lafzoun mein,
Kuch aisa he main dostana mizaaj rkhta hu "
" Main lamhoun ko waqt ki pukaar deta hun,
icy lagan mein shamein guzar deta hun,
main younhi hr aik sey Be-Rabt nai milta,
Hr shakhs ko us ka meyaar deta hun,
main gham ki kashti ko dabona nai chahta,
Bhooj barh jaye to kuch utaar deta hun,
kushiyan koi mange to muft deta hun,
gham mange koi to udhar deta hun,
badla lena meri fitrat nai,koi kh