andhera mangne aaya tha ujale ki bheek
main apna ghar na jalata to kya karta........
agar aasako to aao inhi pattharon pe chal ke
mere ghar ke raaste mein koi kahkashan nahin hai.......
aa tujh ko bataoon main takdeer-e-umam kya hai.
shamsher-o-sana auwal taoos-o-rabab aakhir
ye tera kamale husn nahin taseer hai meri mohabbat ki.
meri yaad mein bahe ashkoon se tera ye daaman meheka hai........