Aaj hai ye baat mere khawbo me.... kyon nahi hum in kuch kitabo me.... kya hai jo kuch me kuch alag sa hai.... kuch to hoga jo hum mein bh alag sa hai.... kyon koi khas hai yhan, kyon koi aam hai... kyon na hamara bh nam kuch khas me nam hai... kisi ne kaise uncha mukham paya hai.... kuch to ham me bh hoga jo samne nahi aya hai... kbhi to hum bh hone in kitabo me.... ye baat sach hogi na hogi sirf