Personal Information
Organization / Workplace
Lahore, Pakistan
Occupation
University of Management and Technology
About
Zindagi me kabhi na kabhi hum us muqaam per aa jate hain jahan sare rishte khatam ho jate hain.... Wahan sirf hum hote hain aur ALLAH hota hai... Koi maan baap, koi behan bhai, koi dost nahi hota. Phir humen pata chalta hai k humare pairon k neechy koi zameen hai na humare sar k ooper koi asmaan. Bas sirf ek ALLAH hai jo humen is khala me be thame hue hai....
Phir pata chalta hai hum zameen per parhe matti k dhair main aik zarre ya darakhat per lage aik pattay se
ziyada ooqaat nahi rakhte...
Phir pata chalta hai k humare hone ya na hone se sirf humy faraq parhta hai... Sirf humara kirdaar khatam ho jata hai...
Kainaat me koi tabdeeli nahi aati.... Kisi cheez per koi asar nahi parhta... Is k
Users being followed by Humaira Ahmad

University of Management and Technology (Pakistan)
Working at University of Management and Technol...
•