Dhondo gay agar mulkon mulkon Milnay kay nahi nayab hain hum Taabeer hay jiski hasrato gham Ay hum nafsoo wo khawab hain hum.. Main hairato hasrat ka Aara Khamosh khara hon sahil per Dariye Muhabbat kehta hay Aa kuchh bhi nahi Payab hain hum.. laakhon hei musafir chaltay hain Manzil pay pohunchtay hain do aik Ay ahele zamana qadar kero Nayab na hon kamyab hain hum.. Dhondo gay agar mulkon mulkon Milnay kay nahi nayab hain hum Taabeer hay jiski hasrato gham Ay hum nafsoo wo khawab hain hum....
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.