ºÝºÝߣ

ºÝºÝߣShare a Scribd company logo
Personal Information
Organization / Workplace
Mian Channun
Occupation
Accountant
About
Aj phir main tanha hoon Aur yeh dil bhi udas hai Na hai koi rooshni ka cheeragh Na hi zindagi ka ehsas hai Aj phir kar raha hoon main tanha safar Dil main aj bhi tujh say milnay ki aas hai Mosam badaltay rehtay hain par jazbaat badaltay nahi Main zinda to hoon par marnay ki aas hai Saal atay hain aur chalay jatay hain Meray is dil main bass tery hi yaad hai Yeh zindagi hai ek taptay sehra ki tarhan Par mujhay sirf teri hi piyaas hai Ab bhi hain who galiyaan veeran Mager un main aj bhi teray qadmoo ki ahat hai Meray jazbaat hain aj bhi zakmi Mager meri aankh main aj phir wahi khaab hai Meri aankhain hain betab barasnay ko Magar kahan un main aansoun ki sooghat hai