Personal Information
Organization / Workplace
Mian Channun
Occupation
Accountant
About
Aj phir main tanha hoon
Aur yeh dil bhi udas hai
Na hai koi rooshni ka cheeragh
Na hi zindagi ka ehsas hai
Aj phir kar raha hoon main tanha safar
Dil main aj bhi tujh say milnay ki aas hai
Mosam badaltay rehtay hain par jazbaat badaltay nahi
Main zinda to hoon par marnay ki aas hai
Saal atay hain aur chalay jatay hain
Meray is dil main bass tery hi yaad hai
Yeh zindagi hai ek taptay sehra ki tarhan
Par mujhay sirf teri hi piyaas hai
Ab bhi hain who galiyaan veeran
Mager un main aj bhi teray qadmoo ki ahat hai
Meray jazbaat hain aj bhi zakmi
Mager meri aankh main aj phir wahi khaab hai
Meri aankhain hain betab barasnay ko
Magar kahan un main aansoun ki sooghat hai
Users following Nadeem Ahmad