i would never like to say these words in my life "ek galat kadam utha tha raahe shauk me, tamaam umrr manzelein hume dhoondti rahin"
aalam hai aaj ye ki kuch kar dikhaun mein.
jazba hai itna ki mar bhi jaoon mein.
soch hai itni oonchi ki aasma choo le.
chahat hai itni gehri ki samundar ko pee le.
waqt ka kya ye to badalta rehta hai.
aaj teri mutthi mein to kal shayad mera hai.
koi fikr koi chinta nahi kaise bhi ho raste.
chalta hi jaaonga manzil ko paane ke vaaste.
kitni bhi dur ho manzil dil mein koi gam nahi.
mehnat mein samjhote se ye doori kabhi ghategi nahi.
hai agar dil mein sachchi iksha kuch kar dikhane ki.
saath dega khuda kadam choomegi kainat bhi.
nahi milta iss jah
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.