Aqal aur Dill ( By Allama Iqbal )
Aqal:
Aqal nea Eik Din yeh Dill seay Kahaa
Bhooley Bhatkey ki Rehnumaa hun meain !
Hun Zameen par, Guzar Falak peh mera
Dekh tu kiss Qadar rasaa hun meain !
Kaam Duniyaa mein Rehbari haiey mera
Massl Khizar Khujhta-Pa hun meain !
(Faarsi saying: "Khizar Bahar dar Qadam darad": Spring comes in the wake of Khizar)
Hun Muffassar Kitaab haste ki
Mazhar shaan-e-Kibriyaa hun meain !
Boond Eik Khoon kee Heay Tu lekin
Ghearaat-e-Lal-e-be-Bahaa hun Mein !
Dill ka Jawaab:
Dill ne Sunn kar kahaa: Yeh Saab such haiey
Par Mujheay bhe tu deekh kiyaa hun meain !
Raaz-e-Hastee ko tu samajhtee haiey,
Auur Aankhon seay Deekhtaa hun mea
Weve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.