Mujhse kaha khuda ne mat kar intzar is janam me uska milna mushkil hai,maine bhi keh diya lene de maza intzar ka agle janam me to mumkin hai,fir usne kaha mat kar itna pyar bahot pachhtaega,muskura k maine kaha dekhte h tu kitna meri ruh ko tadpayega,fir usne kaha hata use chal tujhe jannat ki noor se milata hun,maine kaha aa niche dekh mere pyar ka muskurata chehra tujhe jannat ki noor bhoolate hun,tilmilakr kha usne mt bhool apni aukat tu h to ek insaan,maine kaha to mila de mujhe mere pyar se or sabit kar ki tu hi hai bhagwan...!!
iske aage etani jaldi bhi kya h..........................
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.