Khwabon ki dehleezein,
kadmo ko ab mere, hai chumati.
Pehle tha main peeche
Yeh duniya ab peeche hai ghumati
Main kya hoon
Main kya yeh batlaun
Main woh hun
Jo chahun woh paun
Main khud se hi vaade nibhaun
Main woh hun
Jo chahun woh pau- 2 times
(Ab jana main ne jeena kya hai
Kya hai pura hona khwaab ka
Ab dekhu na woh sochu na woh
Jo bhi yahan na ho khwaab sa) — 2
Hai chaun main ab to savere
Hai hatoon mein ab waqt mere
Main uncha irradon se jau
Main woh hun
Jo chahun woh pau
Main khud se hi vaade nibhaun
Main woh hun
Jo chahun woh pau
Jo chahun woh pau
Khwabon ki dehleezein,
kadmo ko ab mere, hai chumati..!!!
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.