Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai,
Dekhna hai zor kitna bazue katil mein hai.
Karta nahi kyon doosra kuch batcheet,
Dekhta hu main jise wah chup teri mehfil mein hai.
Ai shaheed-e-mulkomillat main tere uppar nisar,
ab teri himmat ka charcha gair ki mehfil mein hai.
Waqt ane de bata denge tujhe ai asma,
hum abhi se kya bataein kya hamare dil mein hai.
Khech kar lai hai sabko katla hone ki umeed,
ashikon ka aaj jamghat kucha-e-katil mein hai.
Dekhna hai zor kitna bazue katil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
azadi ke suraj ko aaj grahan kyun lag gaya,
yeah gulami ka diya fir se kyun jag gaya,
aaj bathe hum sabhi ban CHUHE, apni bill mein hai,
sarfroshi k
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.