Personal Information
Organization / Workplace
Islamabad, Pakistan
About
MEIN khud zaMeen hn magar zarf asaman ka hai;
k toot kar b mra hosla chatan ka hai;
bura na man'mere harf harf zehar hi sahi;
MeIN kia karoun k yahi zayeqa zaban ka hai;
har aik ghar pe musalat hai DIL ki wirani;
tamam sher pe saya mere MAKAN ka hai;
bechre waqt se ab tak me un nhn roya;
wo keh gaya tha'yahi waqt IMTAHAN ka hai;
MUSAFIROUN ki khabar hai na dukh hai kishti ka;
hawa ko jitna b gham hai wo badban ka hai;
jo BAR-E-ZARD ki surat-e-hawa me urtha hai;
wo aik warq b mri apni dastan ka hai;
ye or bat' ADALAt hai bekhabar warna;
tamam SHER mein charcha mere byan ka hai;
asar dekha na sakha us k DIL me shak mera;
ye teer b kisi tooti huwi kaman ka hai;
BECHAR b jaye mag
Users following Shabih Hassan