kitabon k panno ko palat k sochta hun
yun palat jaye meri zindagi toh kya baat hai
khwabon mein roz milta hai jp
haqiqat mein aate toh kya baat hai
kuch matlab k liye dhundte hain mujhe
bin matlab jo aaye koi toh kya baat hai
katal kar k toh sab le jaenge dil mera
koi baaton se le jaye toh kya baat hai
jo shareefon ki sharafat mein baat na ho
ek sharabi keh jaye toh kya baat hai
apne rehne tak toh khushi dunga sabko
jo kisi ko meri maut pe khushi mil jaye toh kya baat hai.Qki kaanten jab chhute hai to kadam apni raftaar badha dete hai
<DKG
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.