Personal Information
Organization / Workplace
Kota, Rajasthan
Occupation
Study
About
Main saahil pe likhee hui ibaarat nahi
Jo lehron se mit jaati he
Main baarish ki barasti boond nahi
Jo baras ker tham jaati he
Main khwab nahi
Jise dekha aur bhula diya
Main shama nahi
Jise phoonka aur bujha diya
Main hawa ka jhonka nahi
Jo aaya aur guzar gaya
Main chand bhi nahi
Jo raat k baad dhal jaye
Main to woh ahsaas hoon
Jo tujh main lahoo ban kar gardish kare
Main to woh rang hoon
Jo tere dil pe charay to kabhi na mite
Main woh geet hoon
Jo tere labon se juda na hoga
Main to woh parwaana hoon
Jo jalta rahayga magar fana na hoga
Khwab,ibaarat,hawa ki tarah
Chand,boond,shama ki tarah
Mere mitne ka sawaal nahi
Kyuki
MN T AKS HN::::::::
Users following GS Yogi