Personal Information
Organization / Workplace
Varanasi, India
Occupation
Frndship
About
Abhi bahut kam baaki hai...
Maa baap ka uncha karna abhi naam baaki hai...
Kabhi mohabbat ke giraft me aakar bhatak gye the rasta...
Abhi to phir se safar zari kar ke pana wo mukam baki hai...
Itni jaldi mout bhi hame apne agosh me na legi...
Abhi to pina kamyabi ka jaam baki hai...
Sraft ka nqaab pahan kar bahut dhokha kha liya...
Abhi to bewafa ke naam se hona badnaam baki hai...
Tera naam mujhe safar nayi zindagi ka shuru karne nhi deta...
Abhi to kuchh pane ke liye bhoolana tera naam baki hai...
Khwab hai meri zindagi ka jiunga jee bhar ke kisi din...
Itni jaldi na jaunga abhi to
meri kamyabi ki suhani c shaam baki hai...!!!
Users following Harshal Pooniwala