Zindagi teri har ek ada mujhe pasand hai,
Kabhi Hasaana, kabhi rulana pasand hai,
kabhi ruthna, kabhi manana mujhe pasand hai…
Tune itna kuch sikhaya, tarah-tarah k logon se waakif karvaya,
Tune hi to bataya k kaun apna hai aur kaun hai paraya,
Tu huyi mujhpe meherbaan, islye karta hu tera shukriya,
Zindagi teri har ek ada mujhe pasand hai,
Kabhi Hasaana, kabhi rulana pasand hai,
kabhi ruthna, kabhi manana mujhe pasand hai…
Kehne ko to ye saara jaahan mera hai, par kabr pe to jaana akela hai,
Tune di mujhe ghamon ki raat aur khushiyon ki shaamein kayi,
Tere hi wajah se to mili mujhe yaadein kayi,
Kabhi jab main kahin kho jaata hun ya phir mushkilo me ho jaata hun,
Ye yaadei
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.