Kabhi pehli baar school jaane mein
dar
lagta tha,
aaj akele hi duniya ghum lete hai!
.
Pehle 1st ane k liye padhte the,
aaj kamane k liye padhte hai! .
Gareeb Dur tak chalta hai Khana
khane
ke
liye
Ameer meelo chalta hai Khana
pachane
ke liye
.
Kisi ke paas khane ke liye ek waqt ki
roti
nahi hai
Kisi ke paas roti khane ke liye Waqt
hi nahi
hai
.
Koi lachaar hai isi liye beemar hai
Koi beemar hai isi liye lachaar hai
. Koi apno ke liye roti chhod deta hai
Koi roti ke liye apno ko chhod deta
hai
.
Ye duniya bhi kitni nirali hai.
Kabhi waqt mile to sochna
Kabhi choti si chot lagne pe rote
the, .
aaj dil tut jaane pe bhi sambhal jate
hai!
Pehle hum dosto k sath
Weve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.