Personal Information
Organization / Workplace
Sirohi
Occupation
Researcher
About
ek premi ke liye uska pyaar ek behan ke liye uska bhai ek aulad ke liye uske maa baap ek dost ke liye uska dost aur dosti ke dushman itna hi nhi sab rishte naate sab ek dhokha hai jara soch kar dekhiye ki ye nhi hote to jeevan kaisa hota bhut sochne dekhne aur observe karne baad mene yahi paya hai ki sab dhokha hai sab bahane hai aur phir insaan aata akela aur jata akela hai to phir ye chalaava kis liye kheir mera bhi jeevan hai mere bhi sapne hai mein bhi dhoke me jee rha hu kyu ki insaan har waqt bebas hai uske haath me kuch nhi any way My life, passion, love, work and the end of my own is wildlife thats all- M S Rathour
Users being followed by Manoj Rathour