[green]Ye zindagi itani ajanbee kyun hain
Kisi pal khushi to dusre pal nami kyun hain
Khush ho jaun main kis bat par
Kis bat par gum main simat jaun
Na jane mujhe itani bekasi kyun hain
Banata hun pani par nishan bar bar
Ye lakeere banker mit jati kyun hain
Koi lamha thamne ki khwahish to hai
Par ye ghadi humesha chalti kyun hai
Parchaiyon ke peeche bhagte hain kadam
Phir sochte hain ye parchaiyan banati kyun hai
Sab kuch to hai pas phir kami lagti kyun hai
Jiske ke liye chale hum tanha tanha
Aaj wo manzil itani udas si kyun hai
Ek pal to lagta hai mil gaya sab kuch mujhe
Doosre hi pal lagta hai ek talash si kyun hai
Chahat to hai mujhe is zindagi se bahut
Phir na jane kuch shikayat si kyun
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.