Deep jiska mehellat main hi jalay
Chand logoon ki khushioon ko le k chalay
Vo jo saaye main har maslihat k palay
Ese dastoor ko, subh-e-benoor ko
Main nahin maanta, main nahin jaanta
Main b khaef nae takhta-e-daar se
Main b mansoor houn kah do aghyar se
Q daratay ho zindoon ki deewar se
Zulm ki bat ko, jehl ki raat ko
Main nahin maanta, main nahin jaanta
Phool shakhoon pe khilne lagay, tum kahoo
Jaam rindoon ko milne lagay, tum kahoo
Chaaq seenoon k silne lagay, tum kahoo
Is khulay jhoot ko, zehan ki loot ko
Main nahin maanta, main nahin jaanta
Tumne loota hai sadioon hamara sukoon
Ab na ham par chalayga tumhara qusoon
Chaaragar dard mandoon k bantay ho q
Tum nahin ch
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.