zindagi me main ne apne aap se zyada bikhra howa shaks nahi daikha,,,ya shayd mehsoos nahi kar paya,,goo key meri zindagi ke halat-o-waqiyat hamesha yaksaa aur alhamdolillah ache rahey hai magar aise tabiet najane kab ho gai,,,,shaieri karna aur tehrieren likhna mera shouq hai,,,go ke ye kam mere jaise insan ke bas ka nahi magar kehte hai na shouq da koi mull nae,,tasavuf se kafi lagao hai,,,mana ke ke khuda ko samajhna itna aasan nahi magar koshish krte rehne se us ke sath jaan pehchan to ho hi jae gi,,umeed hai,,,mazeed ye ke zyada okat takhayulat me khoey rehne ke bawajood kafi practical banda hu,,,itna bura nahi hoo jitna badnam hu,,ya shayd bura bhi hoo,,,actually i m a confused person
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.