"Bhoole Hai Rafta Rafta Unhe Muddaton Me Hum
Kishtiyon Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye"
Dil dhardknay ka sabab yaad aya
Wo teri yaad thi ab yaad aya
Aaj mushkil tha sambhlna ae dost
to museebat main ajab yaad aya
din guzra tha bari mushkil se
phir tera wada-e-shab yaad aya
tera bhoola huwa peman-e-wafa
mer rahien gay ager ab yaad aya
phir koi log nazer se ghuzray
phir koi sheher-e-tarab yaad aya
haal-e-dil hum bhi sunatay lekin
jab wo rukhsat huwa tab yaad aya
beth ker saya-e-gul main nasir
hum buhat roye jab wo yaad aya
Aap Agar Saath hote toh kyaa hota
Har Pal jaise jannat sa Ahesaas hota
Naa kuch mera naa tumhara hota
Jo kuch hota ek duje ka hota
Har Pal jeene ka ek apna hi
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.