Agar rakh sako to ek nishani hu main,
Keh do to kahani hu main,
Rok paye na jisko ye sari duniya,
Wo ek bund aankh ka pani hu main,
Sabko pyar deny ki aadat hy mujhy,
Apni alag pehchan banane ki aadat hy mujhe,
Kitna bhi gehra zhakhm de koi,
Utna hi jyada muskurane ki aadat hy mujhe,
Is ajnabi duniya main akela khwab hu main,
Sawalo se khafa chota sa jawab hu main,
Jo samajh na sake mujhe unke liye?
Hu main Jo samajh gaya unke leye khuli kitab hu main,
Aankho se dykhogy to khushi paogy,
dil se puchogy to peyar ka sailab hu main.
mujhsy puchoge to 'Rakesh Kumar Sharma' hu main.
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.