際際滷

際際滷Share a Scribd company logo
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170
Auzu Billahi Minashaitaanir rajim
Bismilla hirrahma nirrahim
*Rabbi yassir Walaatu assir Watammim bil khair wabikanastaeenu Yaa Fattahu Rabbi Zidni ilma*
Takti Number 1 Mufraadat
Alag alag huruf ko mufradaat kehte hy
Takti Number 2 Murakkabaat
Mile jhule huruf ko murrakabaat kehte hy
Takti Number 3 Harakaat
Zabar, Zair, Pesh ko harakaat kehte hy Zabar Zair, Pesh ko jaldi pade, thoda bi naa khinche Alif hamesha khali
hota hy, zo Alif khali na ho wo Hamza hy,
Zabar ki awaz upar ko udti hy awaz aur muh khule hote hain,
Zair - Zair ko mahroof pada jaye aur majhool awaz se bacha jaye, zair ki awaz niche ko jati hy
Pesh - Pesh ko bi mahroof pada jaye aur majhool awaz se bacha jaye thoda bi na khinche,pesh ki awaz aage ko jati
hy, aur hooton ke kinare milte hy, aur beech ka kuch hissa khula rehta hy.
Takti Number 4 Huruf-e-Maddhah
Huruf e maddhah 3 hy , Alif,yaa,waaw( ,,悋 )inko
thoda kheenchkar pade (i)Alif jisse pehle zabar ho alif maddhah
hoga
(ii)Yaa jis par Jazam ho aur use pehle zair ho yaa maddah hoga thoda kheenche aur mahroof pade (iii)Waaw
jis par Jazam ho aur usse pehle pesh ho waaw maddah hoga thoda kheenche aur mahroofpade
Khada Zabar - Khadi zair, Ulta Pesh in teenko bi Hurufe maddhah ki tarah thoda kheenchkar padna chahiye khada
zabar barabar hy Alif maddah ke jaise baa khada zabar baa barabar hy baa alif zabar baa ke
Khadi zair - Khadi zair barabar hota hy yaa maddhah ke jaise baa khadi zair bee barabar hy baa yaa zair bee ke
UltaPesh - Ulta Pesh barabar hy waaw maddhah ke jaise baa ulta pesh buu barabar hy baa waaw pesh buu ke
Takti Number 5 Hurufe-leen
Hurufe leen do hain waa,Yaa
(i)Waaw sakin se pehle zabar ho
(ii)Yaa sakin se pehle zabar ho in do hurfon ko naram awaz ke saath jaldi ada kare,hurfe-leen bi mahroof
awaz se pade jate hain
(iii)Yaa-ye leen awaz mahroof ho narmi se jald ada ki jaye
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170
Takti Number 6 Mashk
Harakaat wa Hurufe Maddhah wa-hurufe leen.
Takti Number 7 Tanween
Do Zabar, Do Zair, Do Pesh ko tanween kehte hy.
Takti Number 8 Tanween-wa-noon-e-saakin
Jis noon par Jazam yani sukun ho usko noon-e-saakin kehte hy, Tanween aur noon-e-saakin ki awaz yak-
saa hoti hy jaise baa do zabar ban barabar hy ba noon zabar ban ke.
Takti Number 9 Izhaar
Tanween wa noon-e-saakin ka khaayda number 1
Hurufe Halki 6 hy (悽 愃 忰 惺  悄 ) Tanween wa noon-e-saakin ke baad hurufe halki aye tho noon ko jahir karke
bila gunna ke jald padenge isko izhaar kehte hy.
Takti Number 10 Ikhfaa
Tanween wa noon-e-saakin ka khaayda Number 2
Hurufe ikhfa 15 hy (擧   惴 愀 惷 惶 愆 慍愕 悵 惆 悴 惓 惠)
Tanween ya noon-e-sakkin ke baad hurufe ikhfaa aaye tho noon ki awaz ko naak me chupa kar padna chahiye noke
zaaban taalu se hatakar jaise urdu me pankha ke noon ko padte hy ikhfaa ki mikhdaar 1 alif ke barabar hy.
Takti Number 11 Jazam-Sukoon
Hurufe Qal Qala 5 hy (惆 悴 惡 愀 ) jink a majmuaa Quthubu Zaddeen hy jab in par Jazam ho to inko padte
waqt inke makhraj takkar khaakar alag ho jate hy inke alawa kisi jazam wale harf me QalQala naa hoga .
Takti Number 12 Mask Sukoon (Yaani Jazam)
Jis harf par Jazam ho usko piche wale harf se milakar padte hy Jazam wale harf ko sakin kehte hy, Hamja
sakina ke padne me Zhatka hota hy.
Takti Number 13 Tashdeed
(i)Tashdeed ki awaz me ek khisam ki sakhti hoti hy
(ii)Noon aur meem par Tashdeed ho tho gunna hoga
(iii)Naak me thodi der awaz ko rokh na Gunna kehlatahy
(iv)Gunna ki miqdaar 1 Alif ke barabar hy jaise Hamza noon zabar an
noon zabar naa ( 悋
 =  )
(v) jis harf par Tashdeed ho usko hijje karne me do martaba padte hy ek baar pehle harf se milakar aur
ekbaar khud se
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170
Takti Number 14 Raaye Sakina-wa-Mushaddhada
(i)Jazam wali Ra ko Raaye sakina kehte hy aur Tashdeed wali Raa ko raaye Mushaddhada kehtehy
(ii)Raa par zabar ya pesh ho tho raa mota(pur) hogi zair ho tho baarik hogi
(iii)Raaye sakina se pehle zabar ya pesh ho tho raa moti hogi aur zair ho tho raaye sakina baarik
hogi
(iv)Zair waali raaye mushaddhada ko barik padenge jaise Birri tashdeed waali raa par zabar ya pesh
ho tho raa moti hogi
(v)Raaye Mushaddhada par zabar ya pesh ho aur use pehle harf par zair ho tho raa ko shuru se
moti padenge jaise birra, birru.
(vi)Raaye mushaddhada par zair ho aur usse pehle harf par zabar ya pesh ho tho shuru se baarik hi
padenga jaise Sharri , Burri
(vii)Raaye sakina se pehle zair ho tho uske baarik honeki 3 shartain hy
(1)Raaye sakina se pehle zair asli ho aarji naa ho jaise Rabbi-ur-jiooni.
(2)Zair aur Raaye sakina dono eki kalmia me ho.
(3)Raaye sakina ke baad isi kalime me hurufe musthaliya se koiee na ho ye 7 harf hy
( ,惴, 愀, 愃, 惷 ,惶, 悽) jin ka majhmuaa khussa jagt-tewin qizz hy agar in 3 shartoon me
se ek bi naa hogi tho Raa moti hogi.
Raaye sakina se pehle agar Ya-Yee sakina ke alawa koiee harf sakin ho tho aab tisre harf par
zabar ya Pesh ho tho Raa moti padenge jaise wal fuzrr umur jabke dono jagah waqf kare aur agar
tisre harf par zair ho tho Raaye sakina barik hogi jaise zikr jabke waqf kare.
Takti Number 15 Hurufe Qamri wa hurufe Shamshi
(1)Alif Laam agar hurufe Qamari ke sure me ho tho sirf laam pada jayega alif ko naa
padenge(jaise wal qamari hurufe qamari 14 hy
)
  擧  愃 惺 悽 忰 悴 惡 悋


(
(2) Alif Laam agar hurufe Shamshi ke sure me ho tho alif aur laam ko na padenge balke baad wale
harf se milakar padenge jaise wasshamsi hurufe shamshi 14 hy惶
惆 惓 (惠
悵
)  惴 愀 惷 惶 愆 愕慍 惘
Takti Number 16 Lafze Allah ka Qaida
Lafze Allah se pehle zabar ya pesh ho tho lafze allah ke laam ko moti(pur) padenge agar zair ho tho
lafze allah ke laam ko barik padenge
Takti Number 17 Waqf karne ka Qaida
Waqf ke maana teherna yaani Quran-e-Paak padte padte kis tarah tehere voo aise O nishaan ko
aayat kehte hy
(1) Zabar Zair Pesh do zair do pesh par waqf karna ho tho aakhri harf par Jazam dekar saans tode isi ko
waqf karna kehte hy
(2) Dho zabar par waqf karna ho tho ek zabar ke saath alif pada jata hy jaise ahadan se ahada.
(3) Gol Taa par waqf karna ho tho wo haaye sakina ban jati hy jaise jaariyatun sejariyah
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170
Takti Number 18 Tashdeed maha Tashdeed
Takti Number 19 Mad ka Bayan
(1)Hurufe maddhah ke baad hamza isi kalime me ho tho maddhe mutthasil hoga.
(2)Hurufe maddhah ke baad agar hamza dusre kalimah me ho tho maddhe munfasil hoga
(3)Hurufe maddha ke baad wale harf par agar Jazam yaa tashdeed ho tho madde laazim hoga
Takti Number 20 Tashdeed baad Hurufe Maddhah
Takti Number 21 Hurufe MuQattiyaat
Takti Number 22 Meem-e-sakin ke Khaayde
(i)Idgah me shafawi meeme sakin ke baad meem aye tho meem ko meen se milakar gunna ke
saath padha jayega
(ii)Iqfa-e-Shafawi meeme saakin ke baad Baa aye tho gunna ke sath iqfa hoga
(iii)Izhare shafawi meeme saakin ke baad Baa aur meem ke alawa koiee aur harf bil khusus
waaw fa aye tho meem ko zahir karke padna chahiye jaise urdu me Hum tum ki meem
Takti Number 23 iQlaab Tanween ya noon-e-saakin ka khaayda number 3
Tanween ya Noon-e-saakin ke baad Baa aye tho noon ko meem se badalkar gunna aur iqfa
ke saath padenge isko iQlaab kehte hy
Takti Number 24 idgah me yar-maloon (Tanween ya noon-e-sakin ka khaayda number 4)
Hurufe idgam 6 hy ( 惘    ) jin
Ka majmooah yar-maloon hy tanween ya noon-e-saakin ke baad hurufe yar-maloon me se koiee harf
ajaye tho laam aur Raa ki surat me bagair Gunna ke milakar padenge isko idgame bila gunna aur
idgah me taambi kaha jata hy.
Takti Number 25 Rasmul Khath
Rasmul Khat yani likhne ka tarika Quran-e-paak me bohoth jagah Alif,waaw,yaa likhe huye hy
magar padhe nahi jate inpar () nishaan bana huwa hy niche ke nakshe me wo alfaaz likhe huwe hy lafze
anaa me noon ke baad ka alif kahi nahi padha jayega Ana ki tara padenge jab ke uspar waqf na kare har
khaana(dibba) me likhne ke tarika ke saath padne ka tarika bi likha huwa hy.
Takti Number 26 Alaamaat Waqf
Alaamaat waqf yaani Quran-e-Paak padte padte kis tarah tehere uske liye niche likhe hue
alaamaat quran majeed me jaga jaga bani huwi hoti hain is ke muwafiq waqf kare.
Alaamaat
O is alaamaat ko ayat kehte hy yahan teherna Chahiye.
杁 Ye Misl O ke hokum ke hy
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170
 Ye Waqfe laazim ki alaamaat hy is par teherna zaroori hy
愀 Waqfe mutlaq ki alaamaat hy is par teherna chahiye
悴 Waqfe jayiz ki alaamat hy yahan teherna chahiye
慍 Yahan teherne ki izazat digayi hy
惶 Yahan Zaroorat ke waqt teher jaye tho rukhsat hy
 Yahan teherne me koi haraz nahi
擧 iska matlab ye hy ke pichli Aayat me jo alamaat Aachu ki hy wahi
yahan bi hy
忰.. .. ye muhanqah ki alamat hy do jaga teen teen noqte hote hy un
mese ek jaga tehere Aur ek jaga milakar pade
 Yahan teher jaye tho koie Haraj nahi
惶 Yahan bi teher sakte hy magar na teherna behtar hy
惶惺 Yahan milakar panda chahiye
悋 Ye alamat kahin ayat par hoti hy yahan tehre yaa na tehre matlabnahi bigadta aur
jahan ibaarat ke darmiyan laa aaye tho waha na tehre warna matlab bigad jayega
愕
悋

愕惠 Yahan todi der awaaz band kare magar saans na tutne paye

 Yahan sakta se zeyada awaaz band kare aur saans na tutne paye
Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda)
7338093170

More Related Content

Noorani qaida

  • 1. Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda) 7338093170 Auzu Billahi Minashaitaanir rajim Bismilla hirrahma nirrahim *Rabbi yassir Walaatu assir Watammim bil khair wabikanastaeenu Yaa Fattahu Rabbi Zidni ilma* Takti Number 1 Mufraadat Alag alag huruf ko mufradaat kehte hy Takti Number 2 Murakkabaat Mile jhule huruf ko murrakabaat kehte hy Takti Number 3 Harakaat Zabar, Zair, Pesh ko harakaat kehte hy Zabar Zair, Pesh ko jaldi pade, thoda bi naa khinche Alif hamesha khali hota hy, zo Alif khali na ho wo Hamza hy, Zabar ki awaz upar ko udti hy awaz aur muh khule hote hain, Zair - Zair ko mahroof pada jaye aur majhool awaz se bacha jaye, zair ki awaz niche ko jati hy Pesh - Pesh ko bi mahroof pada jaye aur majhool awaz se bacha jaye thoda bi na khinche,pesh ki awaz aage ko jati hy, aur hooton ke kinare milte hy, aur beech ka kuch hissa khula rehta hy. Takti Number 4 Huruf-e-Maddhah Huruf e maddhah 3 hy , Alif,yaa,waaw( ,,悋 )inko thoda kheenchkar pade (i)Alif jisse pehle zabar ho alif maddhah hoga (ii)Yaa jis par Jazam ho aur use pehle zair ho yaa maddah hoga thoda kheenche aur mahroof pade (iii)Waaw jis par Jazam ho aur usse pehle pesh ho waaw maddah hoga thoda kheenche aur mahroofpade Khada Zabar - Khadi zair, Ulta Pesh in teenko bi Hurufe maddhah ki tarah thoda kheenchkar padna chahiye khada zabar barabar hy Alif maddah ke jaise baa khada zabar baa barabar hy baa alif zabar baa ke Khadi zair - Khadi zair barabar hota hy yaa maddhah ke jaise baa khadi zair bee barabar hy baa yaa zair bee ke UltaPesh - Ulta Pesh barabar hy waaw maddhah ke jaise baa ulta pesh buu barabar hy baa waaw pesh buu ke Takti Number 5 Hurufe-leen Hurufe leen do hain waa,Yaa (i)Waaw sakin se pehle zabar ho (ii)Yaa sakin se pehle zabar ho in do hurfon ko naram awaz ke saath jaldi ada kare,hurfe-leen bi mahroof awaz se pade jate hain (iii)Yaa-ye leen awaz mahroof ho narmi se jald ada ki jaye
  • 2. Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda) 7338093170 Takti Number 6 Mashk Harakaat wa Hurufe Maddhah wa-hurufe leen. Takti Number 7 Tanween Do Zabar, Do Zair, Do Pesh ko tanween kehte hy. Takti Number 8 Tanween-wa-noon-e-saakin Jis noon par Jazam yani sukun ho usko noon-e-saakin kehte hy, Tanween aur noon-e-saakin ki awaz yak- saa hoti hy jaise baa do zabar ban barabar hy ba noon zabar ban ke. Takti Number 9 Izhaar Tanween wa noon-e-saakin ka khaayda number 1 Hurufe Halki 6 hy (悽 愃 忰 惺 悄 ) Tanween wa noon-e-saakin ke baad hurufe halki aye tho noon ko jahir karke bila gunna ke jald padenge isko izhaar kehte hy. Takti Number 10 Ikhfaa Tanween wa noon-e-saakin ka khaayda Number 2 Hurufe ikhfa 15 hy (擧 惴 愀 惷 惶 愆 慍愕 悵 惆 悴 惓 惠) Tanween ya noon-e-sakkin ke baad hurufe ikhfaa aaye tho noon ki awaz ko naak me chupa kar padna chahiye noke zaaban taalu se hatakar jaise urdu me pankha ke noon ko padte hy ikhfaa ki mikhdaar 1 alif ke barabar hy. Takti Number 11 Jazam-Sukoon Hurufe Qal Qala 5 hy (惆 悴 惡 愀 ) jink a majmuaa Quthubu Zaddeen hy jab in par Jazam ho to inko padte waqt inke makhraj takkar khaakar alag ho jate hy inke alawa kisi jazam wale harf me QalQala naa hoga . Takti Number 12 Mask Sukoon (Yaani Jazam) Jis harf par Jazam ho usko piche wale harf se milakar padte hy Jazam wale harf ko sakin kehte hy, Hamja sakina ke padne me Zhatka hota hy. Takti Number 13 Tashdeed (i)Tashdeed ki awaz me ek khisam ki sakhti hoti hy (ii)Noon aur meem par Tashdeed ho tho gunna hoga (iii)Naak me thodi der awaz ko rokh na Gunna kehlatahy (iv)Gunna ki miqdaar 1 Alif ke barabar hy jaise Hamza noon zabar an noon zabar naa ( 悋 = ) (v) jis harf par Tashdeed ho usko hijje karne me do martaba padte hy ek baar pehle harf se milakar aur ekbaar khud se
  • 3. Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda) 7338093170 Takti Number 14 Raaye Sakina-wa-Mushaddhada (i)Jazam wali Ra ko Raaye sakina kehte hy aur Tashdeed wali Raa ko raaye Mushaddhada kehtehy (ii)Raa par zabar ya pesh ho tho raa mota(pur) hogi zair ho tho baarik hogi (iii)Raaye sakina se pehle zabar ya pesh ho tho raa moti hogi aur zair ho tho raaye sakina baarik hogi (iv)Zair waali raaye mushaddhada ko barik padenge jaise Birri tashdeed waali raa par zabar ya pesh ho tho raa moti hogi (v)Raaye Mushaddhada par zabar ya pesh ho aur use pehle harf par zair ho tho raa ko shuru se moti padenge jaise birra, birru. (vi)Raaye mushaddhada par zair ho aur usse pehle harf par zabar ya pesh ho tho shuru se baarik hi padenga jaise Sharri , Burri (vii)Raaye sakina se pehle zair ho tho uske baarik honeki 3 shartain hy (1)Raaye sakina se pehle zair asli ho aarji naa ho jaise Rabbi-ur-jiooni. (2)Zair aur Raaye sakina dono eki kalmia me ho. (3)Raaye sakina ke baad isi kalime me hurufe musthaliya se koiee na ho ye 7 harf hy ( ,惴, 愀, 愃, 惷 ,惶, 悽) jin ka majhmuaa khussa jagt-tewin qizz hy agar in 3 shartoon me se ek bi naa hogi tho Raa moti hogi. Raaye sakina se pehle agar Ya-Yee sakina ke alawa koiee harf sakin ho tho aab tisre harf par zabar ya Pesh ho tho Raa moti padenge jaise wal fuzrr umur jabke dono jagah waqf kare aur agar tisre harf par zair ho tho Raaye sakina barik hogi jaise zikr jabke waqf kare. Takti Number 15 Hurufe Qamri wa hurufe Shamshi (1)Alif Laam agar hurufe Qamari ke sure me ho tho sirf laam pada jayega alif ko naa padenge(jaise wal qamari hurufe qamari 14 hy ) 擧 愃 惺 悽 忰 悴 惡 悋 ( (2) Alif Laam agar hurufe Shamshi ke sure me ho tho alif aur laam ko na padenge balke baad wale harf se milakar padenge jaise wasshamsi hurufe shamshi 14 hy惶 惆 惓 (惠 悵 ) 惴 愀 惷 惶 愆 愕慍 惘 Takti Number 16 Lafze Allah ka Qaida Lafze Allah se pehle zabar ya pesh ho tho lafze allah ke laam ko moti(pur) padenge agar zair ho tho lafze allah ke laam ko barik padenge Takti Number 17 Waqf karne ka Qaida Waqf ke maana teherna yaani Quran-e-Paak padte padte kis tarah tehere voo aise O nishaan ko aayat kehte hy (1) Zabar Zair Pesh do zair do pesh par waqf karna ho tho aakhri harf par Jazam dekar saans tode isi ko waqf karna kehte hy (2) Dho zabar par waqf karna ho tho ek zabar ke saath alif pada jata hy jaise ahadan se ahada. (3) Gol Taa par waqf karna ho tho wo haaye sakina ban jati hy jaise jaariyatun sejariyah
  • 4. Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda) 7338093170 Takti Number 18 Tashdeed maha Tashdeed Takti Number 19 Mad ka Bayan (1)Hurufe maddhah ke baad hamza isi kalime me ho tho maddhe mutthasil hoga. (2)Hurufe maddhah ke baad agar hamza dusre kalimah me ho tho maddhe munfasil hoga (3)Hurufe maddha ke baad wale harf par agar Jazam yaa tashdeed ho tho madde laazim hoga Takti Number 20 Tashdeed baad Hurufe Maddhah Takti Number 21 Hurufe MuQattiyaat Takti Number 22 Meem-e-sakin ke Khaayde (i)Idgah me shafawi meeme sakin ke baad meem aye tho meem ko meen se milakar gunna ke saath padha jayega (ii)Iqfa-e-Shafawi meeme saakin ke baad Baa aye tho gunna ke sath iqfa hoga (iii)Izhare shafawi meeme saakin ke baad Baa aur meem ke alawa koiee aur harf bil khusus waaw fa aye tho meem ko zahir karke padna chahiye jaise urdu me Hum tum ki meem Takti Number 23 iQlaab Tanween ya noon-e-saakin ka khaayda number 3 Tanween ya Noon-e-saakin ke baad Baa aye tho noon ko meem se badalkar gunna aur iqfa ke saath padenge isko iQlaab kehte hy Takti Number 24 idgah me yar-maloon (Tanween ya noon-e-sakin ka khaayda number 4) Hurufe idgam 6 hy ( 惘 ) jin Ka majmooah yar-maloon hy tanween ya noon-e-saakin ke baad hurufe yar-maloon me se koiee harf ajaye tho laam aur Raa ki surat me bagair Gunna ke milakar padenge isko idgame bila gunna aur idgah me taambi kaha jata hy. Takti Number 25 Rasmul Khath Rasmul Khat yani likhne ka tarika Quran-e-paak me bohoth jagah Alif,waaw,yaa likhe huye hy magar padhe nahi jate inpar () nishaan bana huwa hy niche ke nakshe me wo alfaaz likhe huwe hy lafze anaa me noon ke baad ka alif kahi nahi padha jayega Ana ki tara padenge jab ke uspar waqf na kare har khaana(dibba) me likhne ke tarika ke saath padne ka tarika bi likha huwa hy. Takti Number 26 Alaamaat Waqf Alaamaat waqf yaani Quran-e-Paak padte padte kis tarah tehere uske liye niche likhe hue alaamaat quran majeed me jaga jaga bani huwi hoti hain is ke muwafiq waqf kare. Alaamaat O is alaamaat ko ayat kehte hy yahan teherna Chahiye. 杁 Ye Misl O ke hokum ke hy
  • 5. Maktab Jamiya Masjid(Vinukonda) 7338093170 Ye Waqfe laazim ki alaamaat hy is par teherna zaroori hy 愀 Waqfe mutlaq ki alaamaat hy is par teherna chahiye 悴 Waqfe jayiz ki alaamat hy yahan teherna chahiye 慍 Yahan teherne ki izazat digayi hy 惶 Yahan Zaroorat ke waqt teher jaye tho rukhsat hy Yahan teherne me koi haraz nahi 擧 iska matlab ye hy ke pichli Aayat me jo alamaat Aachu ki hy wahi yahan bi hy 忰.. .. ye muhanqah ki alamat hy do jaga teen teen noqte hote hy un mese ek jaga tehere Aur ek jaga milakar pade Yahan teher jaye tho koie Haraj nahi 惶 Yahan bi teher sakte hy magar na teherna behtar hy 惶惺 Yahan milakar panda chahiye 悋 Ye alamat kahin ayat par hoti hy yahan tehre yaa na tehre matlabnahi bigadta aur jahan ibaarat ke darmiyan laa aaye tho waha na tehre warna matlab bigad jayega 愕 悋 愕惠 Yahan todi der awaaz band kare magar saans na tutne paye Yahan sakta se zeyada awaaz band kare aur saans na tutne paye