Bantey hain bigaadte hain,
raaton se din ulajte hai yahaan
Ghirte hain sambhal te hain
kaanto se raah sajjti hai yahaan
Bantey hain bigaadte hain,
raaton se din ulajte hai yahaan
Ghirte hain sambhal te hain
kaanto se raah sajjti hai yahaan
Thodi si dhoop chadi, chaaon bhi kuch ghadi
Shaam kabhi andhere mein kho jaati
Yahaan baarish ki jadi, wahan kirno ki ladi
Kayi pe falak subah ko paati
Phaasle jab aise bulaaye
Bas chalein hum manzilon ki kisko hai padi...
Aankhon mein basse, garam aasu bhi thode hain
Sapne bhi hain
Dil mein dard bhi thoda hai
Thode armaan bhi hain
Rehte haathon mein chaale hain
Kismat bhi hai
Hain kabool saare theek hain, sab rafeeq hain...
Tho