meri zindagi ka tawayaf se yaraana hai
usi ki khani usi ka fasana hai
kabhi rona to
kabhi khushiyo ka gana hai
kabhi fankaro ki mehfil to
kabhi apno ka tana hai
dusro ki khushi
aur apna
gham chhupana hai
tut jaye bhale hi ghoonghroo
hume to
jmane ko ajmana hai
har thidkan pe hmari
ruk jaye
sab ki dhadkan
bas isi arjoo se
is shama ko jlana hai
ho jaye roshan raat sabki
aakhir hume bhi to maut
ko gale lgana hai...
khuda se ye jawab lana hai
kyu
meri jindagi ka tawaaf se yarana hai
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.