Thode se alag Hain thode khiske se hain hum
Jee chaahe jahaan ruk jaaye manmoji kadam
Aawara phirein ya chaahein choome aasmaan
Ache ya burein jo bhi hain aise hi hain hum
Uparwala jab banane baitha tha humein
Shayed ache mood mein tha fursad thi use
Uparwala jab banane baitha tha humein
Shayed ache mood mein tha fursad thi use
Dil banaya ek bada sa bhardi mastiyaan
Bola jaoon khol do ab saari kashtiyaan
Humse zyada kyon humari duniya ko fikar
Tenting wenting sab karayi lekin be asar
Humse zyada kyon humari duniya ko fikar
Tenting wenting sab karayi lekin be asar
Kismet apni jeb mein hai dikhlado inhe
Manzil apni hai padosi milwado inhein
We’ve updated our privacy policy so that we are compliant with changing global privacy regulations and to provide you with insight into the limited ways in which we use your data.
You can read the details below. By accepting, you agree to the updated privacy policy.