Personal Information
About
Yeh zara zara si baat per tarah tarah ke azaab kyon
Jo kisi se bhi khafa na ho mujhe us Khuda ki talaash hai
Mujhe lagzishoon per har ghair koi tok-ta hai baar baar
Jissay kar ke dil ko dukh na ho mujhe us gunaah ki talaash hai
Mein dhoondta hoon woh khizaan jisay gulshanoon se pyar ho
Jissay kisi chirag se na bair ho mujhe us hawa ki talaash hai
Mujhe us nagar ki hai justujo jahan koi bhi chahata nahe lahu
Jahaan hiran ko sher se dar na ho mujhe us jagah ki talaash hai
Yahaan ek lamhay ke parao mein mere sare phool jhulas gaye
Ab jahan talkheyon ki tapish na ho mujhe us fiza ki talaash hai
Bina hamsafar ke kab talak koi musafiton mein laga rahay
Jahan koi kisi se juda na ho m
Users following Bhawna Jnu

Guru Ghasidas Central University, Bilaspur, Chhattisgarh
Professor at Guru Ghasidas Central University,...
•